Song Video -
Song Lyrics -
Tum Bin Kya Hai Jeena, Kya Hai Jeena,
Tum Bin Kya Hai Jeena,
Tum Bin Jiya Jaaye Kaise,
Kaise Jiya Jaaye Tum Bin,
Sadiyon Se Lambi Hain Raatein,
Sadiyon Se Lambe Hue Din,
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...
...........
Phir Shaam-E-Tanhaai Jaagi,
Phir Yaad Tum Aa Rahe Ho,
Phir Jaan Nikalne Lagi Hai,
Phir Mujhko Tadpaa Rahe Ho,
Phir Mujhko Tadpaa Rahe Ho,
Is Dil Mein Yaadon Ke Mele Hain,
Tum Bin Bahut Hum Akele Hain,
Aa Jaao Lautkar Tum, Yeh Dil Keh Raha Hai...
..........
Kya Kya Na Socha Tha Maine,
Kya Kya Na Sapne Sajaaye,
Kya Kya Na Chaaha Tha Dil Ne,
Kya Kya Na Armaan Jagaaye,
Kya Kya Na Armaan Jagaaye
Is Dil Se Toofaan Guzarte Hai,
Tum Bin To Jeete Na Marte Hai,

No comments:
Post a Comment